09/09/2026
FBR Ki Khaas Scheme: Small Shopkeeper's Tax Scheme
Dukaandaron! Ab tax dena hua bohot asaan πΌ
Agar aap ki dukan ki saalana sale 20 Cror rupay tak hai, to ye scheme khaas aap ke liye hai.
Scheme ki 2 khaas baatein:
1. Sirf 1% Tax- Aap ki saalana sale ka sirf 1% tax ada karen
2. Minimum 25,000 Rs- Chahe sale kam ho, saal ka tax 25,000 Rs se kam nahi hoga
Iske Faide:
β
Legal business ka darja hasil karen
β
FBR ki taraf se "Small Shopkeeper's Plate"with QR code milega
β
Bank loans aur business growth ke naye mawaqe
β
Tension free, 1 Page form, 1% tax
Nara: "1 Dukan. 1 Page. 1% Tax."
Confused hain? Registration kaise hogi?
PFiler aap ki madad ke liye hazir hai!
Hum aap ka:
1. FBR Registration
2. Small Shopkeeper's Plate hasil karna
3. Saalana Tax Return filing
Sab kuch asaan tareeqe se karwa dengeπ
Contact PFiler Today:
π WhatsApp/Call:0310-5803544
π§ Email: www.pfiler.com
Mazeed FBR maloomat ke liye:
FBR Helpline: 051 111 772 772
Website: http://www.fbr.gov.pk
Aayen mil kar Pakistan ko mazboot banayen π΅π°